Added: Mar 5, 2008

From: drkchaudhry

Duration: 4:29

Hindi movie : Professor Remix Singer : Dr K Chaudhry Album : Mere TaraaneAye gulbadan aye gulbadan Phoolon ki mahek kaanton ki chubhan Tujhe dekh ke kehta hai mera man Kahin aaj kissi se mohabbat na ho jaaye Kya haseen mod par aa gayi zindagaani Ke haqeeqat na ban jaaye meri kahaani Jab aahein bhare ye thhandi pawan, Seene mein sulag uthhti hai agan Tujhe dekh ke kehta hai mera man... Kya ajeeb rang mein saj rahi hai khudaai Ke har ik cheez maalik ne sundar banaayi Nadiya ka chamakta hai darpan Mukhda dekhe sapnon ki dulhan Tujhe dekh ke kehta hai mera man... Main tumhi se yun aankhein milaata chala hun Ki tumhi ko main tumse churaata chala hun Mat poochho mera diwaanaapan Aakaash se oonchi dil ki udaan Tujhe dekh ke kehta hai mera man...

Channel: Music

Tags: aye  chaudhry  chubhan  gulbadan  hindi  india  kaanton  ki  mahek  mere  phoolon  professor  taraane 


Rating: 3.00 (2 ratings)    Views: 4491    Comments: