Added: May 12, 2008
From: thisiskalika
Duration: 4:39
--MALE--Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaaoHum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2--FEMALE--Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaaoHum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2(Humne tumko dekhte hi dil diyaTum bhi socho tumne humse kya kiya) - 2Tumne kya kiya, kya kiyaMera dil na todo, kabhi dil se dil milaa loHum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2--MALE--Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaaoHum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2(Dil yeh chaahe teri zulfein choom loonSochta hoon aur tumse kya kahoon) - 2Tumse kya kahoon, kya kahoonKoi faislaa do, kabhi to gale lagaaoHum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2--FEMALE--Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao--CHORUS--Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 7--FEMALE--(Tumhaare deewane, deewane, deewane)(Deewane, tumhaare deewane, deewane)(Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane)
Channel: Music
Tags: adnan by kabhi milao nazar sami toh
Rating: 4.25 (4 ratings) Views: 1352' favoriteCount='5 Comments: 0